Showing posts with label Lyrics. Show all posts
Showing posts with label Lyrics. Show all posts

Tuesday, 14 February 2012

Disco Dandia - Love Love Love (1989)

disco dandiya, disco dandiya, disco dandiya, disco dandiya hey hey hey hey hey (waada kiya hai aane ka usane, aayegi aayegi aayegi woh toh masti dilon par chhaayegi chhaayegi) - (2) haan jhumenge hum gaayenge hum naachenge hum disco daandiya - (3) baahon mein woh jab aayegi, saaanson mein halchal machaayegi pyaar se aankhein milaayegi, dil par thaap lagaayegi haan woh phuljhadi phulon ki jhadi, jab chhadi se chhadi bajaayegi masti mein dil mera jhumega chhayega nasha ungali pe mujhako nachaayegi aayega maja jhumenge hum gaayenge hum naachenge...

Thursday, 9 February 2012

Atif Aslam ~~ Piya O Re Piya Exclusive New Full Song ( Video /Lyrics) ...2012

Lyrics of... Piya O Re Piya........... O re piyaaaaa Tarse jiyaaaa O re piyaaaaa Tarse jiyaaaa O re piya mera tarse jiya kyun tu na aaye re-e Naina tarse pal pal barse tujhe boolan ye re-e Ga re ga re ga gre ga ga Ga re ga re ga ga ni ni da da Ni ni ni sa sa sa sa ga ga ga ga-a Preet ke mausam ye albele Beet rahain hum kyun hain akele Naina jage sari rain ud gayi neendiya khoya chain Naina jage sari rain ud gayi neendiya khoya chain. O re piyaaaaa Tarse jiyaaaa O re piya mera tarse jiya kyun tu na aaye re-e Naina tarse pal pal barse tujhe...

Thursday, 19 January 2012

Channo - Lyrics

Title: Channo Item Song: Pakistani actress/model Veena Malik.  Music: Anu Malik. Artist: Mamta SharmaAlbum: Gali Gali Chor HaiComposer: Anu Malik Year: 2012  Channo Lyrics Hey Channo....channo.....Hey chhanno! saali atom bombHey Channo! kare dil ding-dongChanno ki aankhein bijli bijliChanno ki kamariya patli patliHaath naa aaye saali titli titliDesi ghee ye asali asliHey Channo... hey Channo..Mehangi hui hain angdaaiMehangi hui hain angdaaiJabse channo hai khidki pe aayi (x2)Launde sadak...

Saturday, 17 December 2011

Aayi Chikni Chameli (Lyrics)- Agneepath 2011

Song: Aayi Chikni Chameli Movie: Agneepath Cast: Hrithik Roshan, Priyanka Chopra, Sanjay Dutt & Rishi KapoorPRODUCER: Karan JoharDIRECTOR: Karan MalhotraYear: 2011.Music: Ajay-AtulLyrics: Amitabh BhattacharyaSinger: Shreya Ghoshal Lyrics aankh maareKamsin kamariya saali ik thumke se lakh maare, note hazaaron ke, khulle chhutta karaane aayihusn ki teeli se beedi chillam jalane aayiaayi chikni chameli chhup ke akeli pawwa chadha ke aayi..aayi chikni chameli chhup ke akeli pawwa chadha ke aayi....winks at me,this damned slender...

Monday, 10 October 2011

Tum Itna Jo (Arth) | Jagjit Singh

This is one of the most beautiful ghazals of Hindi Cinema or Bollywood.This is from the bollywood film "Arth". Lyrics  Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho Kya Gham Hai Jisko Chupaa Rahe Ho Aankhon Mein Namee Hansi Labon Par Kya Haal Hai Kya Dikhaa Rahe Ho Ban Jaayenge Zaher Peete Peete Ye Ashq Jo Peete Rahe Ho Jin Zakhmon Ko Waqt Bhar Chala Hai Tum Kyoon Unhe Chede Jaa Rahe Ho Rekhaaon Ka Khel Hai Muqqaddar Rekhaaon Se Maat Khaa Rahe Ho Video...

Jhuki Jhuki Si Nazar (Arth) | Jagjit Singh Ghazals

This one is also from the same movie Arth of Bollywood.It was a huge hit at his time and one of the evergreen songs of both Jagjit Singh and hindi cinema. Jhuki Jhuki Si Nazar Beqaraar Hai Ke Nahi Daba Daba Sa Sahi Dil Mein Pyar Hai Ke Nahi Tu Apne Dil Ki Jawaan Dharkano Ko Gin Ke Bata Meri Tarah Tera Dil Beqarar Hai Ke Nahi Wo Pal Ke Jis Mein Mohabbat Jawaan Hoti Hai Us Ek Pal Ka Tujhe Intezaar Hai Ke Nahi Teri Umeed Pe Thukra Raha Hu Duniya Ko Tujhe Bhi Apne Pe Ye Aitbaar Hai Ke Na...

Bat Niklegi To Phir Dur (The Unforgettables) | Jagjit Singh Ghazals

Bat Niklegi To Phir Dur Talak JayegiLog Bewaja Udasi Ka Sabab Pochhenge Ye Bhee Pochenge Ke Tum Itne Pareshan Kyo Ho Ongliyan Uthenge Sokhe Huye Balo Ke Taraf Ek Nazar Dekhenge Guzre Huye Salon Ke Taraf Chodiyon Par Bhi Kai Tanz Kiye Jayenge Kanpate Hathon Pe Bhee Fikre Kase Jayenge Log Zalim Hai Har Ek Bat Ka Tanaa Denge Baton Baton Mein Mera Zikr Bhee Le Ayenge Unke Baton Ka Zara Sa Bhe Asar Mat Lena Warna Chehre Ke Tasur Se Samajh Jayenge Chaahe Kuchh Bhi Ho Sawalat Na Karna Unse Mere Bare Me Koi Bat Na Karna Unse Bat Niklegi To Phir Door...

Kahin kahin se har chehra | Jagjit Singh Ghazals

Bollywood movie "Dil kahi Hosh Kahi" Sung by Lata Mangeshkar and Jagjit Singh  music directed Adesh Shrivastava. Kahin kahin se har chehra - 2 Tum jaisa lagta hai Tumko bhool na paayenge hum Aisa lagta hai, aisa lagta hai Oh ho, oh oh, oh ho ho ho, oh Aisa bhi ek rang hai, mm mm mm, oh oh Aisa bhi ek rang hai Jo karta hai baatein bhi Jo bhi isko pehn le Voh apna sa lagta hai Tumko bhool na paayenge hum Aisa lagta hai Kahin kahin se har chehra Tum jaisa lagta hai Tumko bhool na paayenge hum Aisa lagta hai, aisa lagta hai Sa sa sa ga...

Tum Hamare Nahi To Kya Gham Hai | Jagjit Singh Ghazals

Tum Hamare Nahi To Kya Gham Hai Hum Tumhare To Hai Yeh Kya Kam Hai Husn Ki Sohkhia Zara Dekho Gahe Shoal Hai Gahe Shabnam Hai Muskura Do Zara Khuda Ke Liye Sham-e-mhafil M\ein Roshni Kam Haai Ban Gaya Hai Yeh Zindagi Aab To Tuz Se Badkar Hume Tera Gam ...

Tu Nahi To Zindagi Me | Jagjit Singh Ghazals

This is a duet ghazal of Jagjit Singh and Chitra singhfrom a private album. Tu Nahi To Zindagi Me Aur Kya Reh Jaayega Duur Tak Tanhaeyo Ka Silsila Reh Jayega Dard Ki Saari Tahe Aur Saare Guzre Haadse Sab Dhooan Ho Jaayenge Ik Faakeya Reh Jaayega Yun Bhee Hoga Wo Mujhe Dil Se Bhula Dega Magar Ye Bhee Hoga Khud Usee Mein Ik Khala Reh Jaayega Daayre Inkaar Ke Iqraar Kee Sargoshiyaan Ye Agar Tote Kabhee To Fasla Reh Jaay...

Tum ko Dekha To Khayal Aya | Jagjit Singh Ghazals

This ghazal is surely one of the best ghazals in the bollywood cinema.Jagjit Singh had sung this for the movie Arth which had many other beautiful ghazals of him. Tum Ko Dekha To Ye Khayal Aaya Zindagi Dhoop Tum Ghana Chaaya Aaj Phir Dil Ne Ik Tamanna Ki Aaj Phir Dil Ko Humne Samjhaaya Tum Chale Jaaoge To Sochenge Humne Kya Khoya Humne Kya Paya Hum Jise Gunguna Nahin Sakte Waqt Ne Aisa Geet Kyun G...

Uski Baten To Phool Hon Jaise | Jagjit Singh Ghazals

Uski Baten To Phool Hon Jaise,Baki Baten Babul Ho Jaise, Choti Choti Si Uski Wo Akhe, Do Chameli Ke Phool Ho Jaise, Uski Haskar Nazar Zhuka Lena, Sari Sharte Kubul Ho Jaise, Kitni Dilkash Hai Uski Khamoshi, Sari Baten Phijul Ho Ja...

Ye Kare Aur Wo Kare | Jagjit Singh Ghazals

Ye Kare Aur Wo Kare Aisa Karen Waisa Kare,Zindagi Do Din Ki Hai Do Din Mein Hum Kya Kya Kare Jee Mein Aaata Hai Ki Dein Parde Se Parde Ka Jawaab, Hum Se Wo Parda Karen Duniyaa Se Hum Parda Kare Sun Raha Hoon Kuch Lutere Aa Gayey Hain Shehar Mein, Aap Jaldi Bandh Apne Ghar Ka Darwazaa Karen Is Puraani Be-wafa Duniya Ka Rona Kab Talak, Aaiyey Mil-jul Ke Ik Duniya Nayee Paida Ka...

Yu zindagi ki raah me | Jagjit Singh Ghazals

This ghazal is a duet from Jagjit Singh andhis wife Chitra Singh. Yu zindagi ki raah me majboor ho gaye itne huye kareeb ke hum door ho gaye aisa naheeN ke humko koi bhee khushi nahiN lekin ye zindagi to koi zindagi nahiN kyooN iske faisle hameN manzoor ho gaye paaya tumHe to humko laga tumko kho diya hum dil pe roye aur ye dil humpe ro diya palkoN se khwaab kyooN gire kyooN choor ho g...