Showing posts with label Shairi Sms. Show all posts
Showing posts with label Shairi Sms. Show all posts
Friday, 28 December 2012
Monday, 17 December 2012
December Ki Sard Hawaoo
December Ki Sard Hawaoo
Us Se Milo To Kehna
K Aaj Bhe
Us Ki Yaad
Kisi K Dil Main
Mustaqil
Khaima Zan Hay
Koi Aaj Bhe Usay
Uthtay,Bethtay,Sotay ,Jagtay,
Hanstay,Rotay
Yaad Karta Hay
December Ki Sard Hawaoo
Us Se Milo To Kehna
K Aaj Bhe
Kisi Ki Palkain
Sir E Sham He
Us K Intizar Main
Beech Jati Hain,
Aaj Bhe Koi
Us Kay Liye
Udas Rehta Hay
December Ki Sard Hawaoon
Us Se Milo Toa Kehna
K Aaj Bhe
Kisi K Din Rat
Us Kay Bin
Sogawar Guzertay Hain,
Aaj Bhe
Kisi Ki Aankhain
Us Kay Liye
Num Rehti Hain
December Ki Sard Hawaoo
December Ki Sard Hawaoo
December Ki Sard Hawaoo
December Tum Na Jao Na..
December Tum Na Jao Na..
Abhi Lamhe Nahi Bikhrey,
Abhi Mosam Nahi Bichrey,
Mere Kamrey Ki Thandak Me,
Abhi Kuch Dhoop Baqi Hai,
Meri Dairy K Kuch Safhe,
Abhi Kuch Keh Nahi Paye,
Mere Angan K Sab Podey,
Abhi B Gungunatey Hein
Mere Bejaan Hontoon Pr,
Abhi Muskaan Baqi Hai,
Kisi K Lot Any Ka Abhi
Imkaan Baqi Hai,
December..!!
Baat Ik Sun Lo!
Sonu!
Tum Maan Jao Na!
K Jab Tak Wo Nahi Aata,
December Tum Na Jao Na..
December Ki Baarish
December Ki Baarish May
Bheegtay Peroo’n Say Pocho
Akela Pan Kya Hai…????
Tanhai Kisay Kehtay Hain?
Seh-Peher Ki Dhuup Ko Tarashna
Aur Barish May Bheegtay Rehna
Jangal Ki Raaho’n May Akelay Chalna
Aur Barish May Bhegtay Rehna..
December Ki Barish May
Leher-Dar-Leher Mehekti Hawa Say Pochoo
Khushbo Sa Khayal Rakhne Wale
Tanha Kaise Rehte Hain??
Bhegti Hain Sard Raatein
December Ki Barish Say Kaho !
Kabhi Jungle K Us Paar Mile
Dhaltay Hon Sham K Saaye Main
To Unn Aankhon Say Milay..!!
December Ke Barish Say Kahoo…….. !!
Saturday, 15 December 2012
Usy kehna December ja reha hay
Usy kehna….!
December ja reha hay
Or December ki aakhri shaam hay
Aur December k guzartay hi
Baras ik aur maazi ki fiza mein doob jaye gaa
Usy kehna, December k guzarnay say zara pehly
Muhabat ki kahani ko koi takmeel day jana
Usy kehna, December ka maheena jaisy hi guzray ga
Umeeden doob jayen gee
Wo sapnay toot jayen gay
Usy kehna, December k guzarnay say zara pehly
Mohabat ko koi tabeer dai jaye
Usy kehna, Muqadar ko hamaray doob jany say
bacha lena..!!!
Monday, 10 December 2012
Monday, 3 December 2012
Phir us ke jaatey hi yeh dil
Phir us ke jaatey hi yeh dil sunsaan ho kar reh geya,
Achaa bhala ik sheher tha veeraan ho kar reh geya,
Rut ne mere chaaron taraf kheenchey hisaar baam-o-dar,
Yeh sheher phir mere liye zindaaan* ho kar reh geya,
Kuch din mujhe awaz di logon ne us ke naam se,
Phir sheher bhar main woh meri pehchaan ho ker reh geya,
Ik khawab ho kar reh gayin gulshan se apni nisbtain,
Dil raizaa raizaa kaanch ka guldaan ho kar reh geya..
Friday, 23 November 2012
Thursday, 8 November 2012
9th November Allama Iqbal Day Sms, Shairi, Pictures, Wallpapers
Sorry!
Ap ki neend disturb ki
Lekin kia kru abi abi Allama Iqbal mere khuab me aye aur kaha k
**
"Soi Hui Qaum Ko Jagao"
"HAPPY IQBAL DAY"
"Asslam o alaikum
===================================
Ek Hi dar Pe sr ho to sjdon main skun milta ha,
bhtak jate hain wo log, jin k hzaron KHUDA hote Hain..
(ALLAMA IQBAL)
happy 'IQBAL DAY' to whole nation....
===================================
''Kis mei himat hai hamari parwaz mei laye kami
Hum paron se nahi hoslon se ura krtay hein...
(Dr. iqbal)
HAPPY IQBAL DAY
LIVE LONG PIARA PAKISTAN.
Happy Iqbal Day Shairi Sms and Pictures
Sajdon k ewiz "Fardos" miley ye bat mujy manzoor nahe...!
Bey los Ibadit krta hun Banda hun tera Mazdoor nahi.
(DR Allama IQBAL) 9 Nov.
Happy Iqbal Day
==============================
"Dilon ki Emaaraton mein kahin Bandagi Nahi.. OR "Pathar ki Masjidon mein KHUDA Dhoondtay hain Log"..! (Allama IQBAL)
==============================
""Qalandr-e-Lahori , mofakr-e-Islam Dr. Allama Muhammad Iqbal ki poetry aj bhi humara lia kamybi ki zmanat ha "" "" Ki Muhammad se wafa too ne to ham tere hain. . Ye jahan cheez hay kia Loh.o.Qalam tere hain. . . . (Allama Iqbal ). Special Good Morning of Iqbal Day
Tuesday, 6 November 2012
Hamesha Khaas lagta hay..?
Wo darjan bhar maheeno say,
sada mumtaz lagta hay............
November Kis Liye Aakhir..?
Hamesha Khaas Lagta hay..
Bohat sehmi Hui subhain,
Udasi say Bhari shaamain,
Dopehrain royi royi si,
Wo raatain khoi khoi si,
Garm Dabeez hawaon Ka,
Wo Kam roshan ujaalon Ka,
Kabhi guzray hawalon Ka,
Kabhi mushkil swalon ka,
Bichar janay Ki mayusi,
Milan Ki Aas Lgta hay,
November Kis Liye aakhir?
Hamesha Khaas lagta hay..?
Udasi say Bhari shaamain,
Dopehrain royi royi si,
Wo raatain khoi khoi si,
Garm Dabeez hawaon Ka,
Wo Kam roshan ujaalon Ka,
Kabhi guzray hawalon Ka,
Kabhi mushkil swalon ka,
Bichar janay Ki mayusi,
Milan Ki Aas Lgta hay,
November Kis Liye aakhir?
Hamesha Khaas lagta hay..?
Tuesday, 30 October 2012
Sunday, 28 October 2012
Saturday, 27 October 2012
Meri Laghzishen Na Gina Karo
Meri Laghzishen Na Gina Karo
Meri Ghaltiyan Na Chuna Karo
Ye Qadam Qadam Ki Hudood Kya
Mere sath sath chala karo
Mein khulay mizaj ka shakhs hon
Mein taqallufat se mawara
Ye jo mehrbani ka lafz he
Meri Ghaltiyan Na Chuna Karo
Ye Qadam Qadam Ki Hudood Kya
Mere sath sath chala karo
Mein khulay mizaj ka shakhs hon
Mein taqallufat se mawara
Ye jo mehrbani ka lafz he
Isy tum na muj se kaha karo
Kahin tum na ho jao besakun
koi bad’dua na tumhe lage
Ye jo khoye khoye se log hain
Inhe dekh k na hansa karo
Ye dua hai Rab-e-Rahim se
Teri tazgi ko khizan na ho
Ye bahar tujhse jala kare
Sada muskurate raha karo.
Kahin tum na ho jao besakun
koi bad’dua na tumhe lage
Ye jo khoye khoye se log hain
Inhe dekh k na hansa karo
Ye dua hai Rab-e-Rahim se
Teri tazgi ko khizan na ho
Ye bahar tujhse jala kare
Sada muskurate raha karo.