The Night Of Power (LAYLATUL QADR)
“Aye ALLAH” !
Hum Kamzor Hain, “TU” Taqat Wala Hai..
Hum Aajiz Hain, “TU” Be-Neyaaz Hai..
“Aye ALLAH” !
Hum Mangtay Hain, “TU” Daita Hai..
Hum Mujrim Hain, “TU” Shahensha Hai..
“TUJE” Teri Shan-E-Kareemi Ka Wasta,
Hum Pey Karam Farma..
Kyun Ke Hum Kisi Imtihan,
Aur Aazmaish Ke Qabil Nahi Hain..
“Aye ALLAH” !
“TU” Muaf Karne Wala Hai,
Aur Muafi Ko Pasand Karta Hai,
Hamain Bhi Muaf Farma.. !!
( A A M E E N )
“Aye ALLAH” !
Hum Kamzor Hain, “TU” Taqat Wala Hai..
Hum Aajiz Hain, “TU” Be-Neyaaz Hai..
“Aye ALLAH” !
Hum Mangtay Hain, “TU” Daita Hai..
Hum Mujrim Hain, “TU” Shahensha Hai..
“TUJE” Teri Shan-E-Kareemi Ka Wasta,
Hum Pey Karam Farma..
Kyun Ke Hum Kisi Imtihan,
Aur Aazmaish Ke Qabil Nahi Hain..
“Aye ALLAH” !
“TU” Muaf Karne Wala Hai,
Aur Muafi Ko Pasand Karta Hai,
Hamain Bhi Muaf Farma.. !!
( A A M E E N )
0 comments:
Post a Comment