Monday 5 December 2011

Bicharte waqt un aankhon main thi hamari ghazal

Bicharte waqt un aankhon main thi hamari ghazal

Ghazal bhi wo jo kabhi kisi ko sunayi na thi


..(kisay pukaar raha tha wo doobte huey din


sada to ayi thi lakin koi duhaayi na thi)..


kabhi ye haal k dono main yak-dili thi Bht


kabhi ye marhala jaise k aashnayi na thi ...

0 comments:

Post a Comment